e mere dil kahi aur chal
gham ki duniya se dil bhar gaya
dhoon le aab koyi ghar naaya
chal jaha gham ke maare nah ho
jhooti asha ke taare nah ho
in baharoon se kya faida
jisme dil ki kali jal gayi
zakhm phir se haara ho gaya
char ansoo koyi ro diya
pher ke mooh koyi chal diya
loot raha tha kisika jaha
dekhti rahe gayi yeh zameen
chup raha berahaam aasman
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment